intezaar Shayari Poetry| Top Best Intezar Shayari 2022
intezaar Shayari in hindi | intezaar Shayari in english | Intezar Shayari in hindi language | 2 lines Shayari on Intezar
इंतजार शायरी in hindi | Waiting Shayari In Hindi | Waiting shayari in english

Ham ne aksar tumhari rahon men
Ruk kar apna hi intizar kiy
हम ने अक्सर तुम्हारी राहों में
रुक कर अपना ही इंतिज़ार किया

Waqt rahta nahin kahin Tik kar
Aadat is ki bhi aadmi si hai
वक़्त रहता नहीं कहीं टिक कर
आदत इस की भी आदमी सी है

Mit gai umeed par aaj bhi aitbar mein baithy hai
Guzar gaya waqt phir intezar mein baithy hai

Janta hai ki vo na aenge
Phir bhi masruf-e-intizar hai dil
जानता है कि वो न आएँगे
फिर भी मसरूफ़-ए-इंतिज़ार है दिल

Hum Ne Uske Intezar Mein Kayi Baras Guzar Diye
Woh Iss Aik Riwayat Pe Qaaim Raha, Jaane Wale Palat Kar Dekha Nahi Karte

Wo Na Aayega Humain Maloom Tha Is Sham Bhi
Intezar Us Ka Magar Kuch Soch Kar Karte Rahe
वो न आएगा हमें मालूम था इस शाम भी
इंतिज़ार उस का मगर कुछ सोच कर करते रहे

खुद हैरान हूँ मैं
अपने सब्र का पैमाना देख कर,
तूने याद भी ना किया
और मैंने इंतज़ार नहीं छोड़ा।
Khud Hairan Hoon Main
Apne Sabr Ka Paimana Dekh Kar,
Tu Ne Yaad Bhi Na Kiya
Aur Maine Intezaar Nahi Chhoda.

इक मैं कि इंतज़ार में घड़ियाँ गिना करूँ,
इक तुम कि मुझसे आँख चुराकर चले गये।
Ek Main Ki Intezaar Mein Ghadiyan Gina Karoon,
Ek Tum Ki Mujhse Aankh Churakar Chale Gaye.

Aik Hee Milne Wala Tha,
Aesa Bichra Ke Phir Mila Hee Nahi.

पलकों पर रूका है समन्दर खुमार का,
कितना अजब नशा है तेरे इंतजार का।
Palkon Par Ruka Hai Samandar Khumaar Ka,
Kitna Ajab Nasha Hai Tere Intezaar Ka.

उठ-उठ के किसी का इंतज़ार करके देखना,
कभी तुम भी किसी से प्यार करके देखना।
Uthh-Uthh Ke Kisi Ka Intezaar Karke Dekhna,
Kabhi Tum Bhi Kisi Se Pyar Karke Dekhna.

एक आरज़ू है पूरी अगर परवरदिगार करे,
मैं देर से जाऊं और वो मेरा इंतज़ार करे।
Ek Aarzoo Hai Poori Agar Parvardigar Kare,
Main Der Se Jaaun Aur Wo Mera Intezaar Kare.